Sunday, June 26, 2016

sunni kon

as salamu alaikum rahmatullahe w barkatuhu
kisi bhi batil firke se nam pucho wo kahega ham sunni ahlehadis ;sunni deobandi ; sunni tabligi ; sunni jamate islami ; ab to had ho gai shia bhi kahte hai sunni rafzi; sunni kadiyani mirjai fir ab kon wahabi hai ? kaise samze? chlo kitabo ko dekhe kya sach hai kya zut ???
hawala no.(1)
#sawane_hazrat_maulana_muhammad_yusuf_delvi_page_191_192
maulaba manjur nomani:"isi ke sath hamne ye arj kiya ki agar aisa na ho to thode dino bad ye sara majma muntshir ho jayega aur khud apne bare mei safai arj karte hai ki ham sakt wahabi hai hamare liye isbat mei kashish nahi hogi ki ye hazrat ki kabre mubarak hai ye masjid hai jis mei jazrat namaj padte the aur iss hujre mei raha karte the
hawala (2)
(#sawane_hazrat_maulana_muhammad_yusuf_page_193
maulana jakriya(musannif faizane amal): "maulvi sahab mei khud aap se bada wahabi hu .aap ko mashwara duga ki hazrat chachajan ki kabr aur hazrat ke hujra ke dar w diwar ki wajah yaha aane ki koi jarurat nahi
ye batane ki jarurat nahi maulana manjur nomani aur maulana jakriya #tableegi_jamat_deoband_ke_muktda_w_peshwa_hai
waise bhi jab chille laga lagaker jahil mullao ka wajud hota hai to wonko bataya jata hai ki "ahle hadis aur ham (tableegi jamat) yek hi hai sirf deen ki dawat alag alag tarike se dete hai

No comments:

Post a Comment